Roman script

jhoom bindiya jhoom kajra jhoom bichhua jhoom kangna 

ho barso se tha mere mann ka jo sapna wo hi mila mujhko sajna

kab kya hua kaise hua mere siwa kisko pata

ho khinche hawa kahe aanchal mera puchhe ghata boli kya hua

are bolu main bolu to bolu bhi kya ye hai nasha pyar ka

jhoom bindiya jhoom kajra jhoom bichhua jhoom kangna

ho barso se tha mere mann ka jo sapna wo hi mila mujhko sajna

jhanjhar ye kya gane lagi mujhko sharam aane lagi 

haan bin pankh main kahan udne lagi

ho sanso mein ye kaisi halchal machi

are main hoon wahin ya koi dusri haalat ye kya ho gayi

jhoom bindiya jhoom kajra jhoom bichhua jhoom kangna

ho barso se tha mere mann ka jo sapna wo hi mila mujhko sajna

ho mil jayega jab wo piya lagta hai dar phir hoga kya

ho dekhega wo sharmaungi main haye laaj se mar jaungi main

chhedega wo jahan jaungi main kisko bulaungi main

jhoom bindiya jhoom kajra jhoom bichhua jhoom kangna

ho barso se tha mere mann ka jo sapna wo hi mila mujhko sajna

ho barso se tha mere mann ka jo sapna wo hi mila mujhko sajna

Explore this song