Roman script

jhoka hawa ka aaj bhi zulfe udata hoga na

teraa dupatta aaj bhi tere sar se sarakta hoga na

baalo me tere aaj bhi phul koi sajata hoga na

thandi hawaye raato me tujhko thapakiya deti hogi na

chaand ki thandak khwabo me tujhko leke to jaati hogi na

suraj ki kirane subah ko teri nide udaati hogi na

mere khayaalo me sanam khud se hi baate karti hogi na

mai dekhta hu chhup chhup ke tumko mahsus karti hogi na

jhoka hawa ka aaj bhi zulfe udata hoga na   

tadev lagnam suridam tadev

naarabalam chandra balan tadev

vidya balam daiv balan tadev

lakshmi pate tendra yugam swarami, shubmangal sawadhan

kagaz pe meri tasveer jaisi kuchh to banati hogi na

ulat palat ke dekh ke usko jee bhar ke hasti hogi na

hanste hanste aankhe tumhari bhar bhar aati hogi na

mujhko dhaka tha dhoop me jisse vo aanchal bhigoti hogi na

saawan ki rimjhim mera tarana yaad dilati hogi na

ek ek meri baate tumko yaad to aati hogi na

yaad to aati hogi na, yaad to aati hogi na

kya tum mere in sab sawaalo ka kuch to jawaab dogi na

lyrics typed by:pournima gujar

Explore this song