Roman script

pyar ke safar pe prem ki dagar pe 
hum ja rhe the maze aa rhe the
jhansi pe railgaadi
jhansi pe railgaadi, atak gayi amma 
fansi pe teri beti latak gayi amma 
fansi pe teri beti latak gayi amma
ri amma o amma 
jhansi pe rail ghadi
jhansi pe rail ghadi, aatak gayi amma
fansi pe teri beti latak gayi amma 
fansi pe teri beti latak gayi amma
lahnga bada tha mahnga 
lahnga bada tha mahnga 
saste me mil gaya wo 
baazar me gayi to 
raste me mil gaya wo 
raste me mil gaya wo
raste se zara si main 
raste se zara si main
bhatak gayi amma 
fansi pe teri beti latak gayi amma 
fansi pe teri beti latak gayi amma
fansi pe teri beti latak gayi amma
ghughat nikaal ke main
ghughat nikaal ke main 
nikli thi aaj lamba 
raste me wo khada tha 
bijli ka jaise khambha
bijli ke khambe se mai 
bijali ke khambe se mai chitak gayi amma
fansi pe teri beti latak gayi amma 
fansi pe teri beti latak gayi amma 
fansi pe teri beti atak gayi amma
fansi pe teri beti atak gayi amma
dekhega jo mujhe wo
dekhega jo mujhe wo
chhu ke na chhod dega
mujhko jhuka ke koi 
phool tod lega ye phul tod lega 
ye band kali ab to 
ye band kali ab to chatak gayi amma 
fansi pe teri beti latak gayi amma 
fansi pe teri beti latak gayi amma
fansi pe teri beti latak gayi amma
jhansi pe rail gaadi 
jhansi pe rail gaadi aatak gayi amma
fansi pe ter beti latak gayi amma 
fansi pe teri beti latak gayi amma

Song details

Song video

Watch on YouTube