Roman script

jivan kya hai, jivan kya hai

bolo bolo jivan kya hai

bujho bujho jivan kya hai

jivan kya hai, jivan kya hai

bolo bolo jivan kya hai

bujho bujho jivan kya hai

jivan ek paheli, jivan ek paheli

jivan ek paheli, jivan ek paheli

o jivan kya hai, jivan kya hai

bolo bolo jivan kya hai

bujho bujho jivan kya hai

mukhda dekh sabhi lalachaye

naache de dekar wo taal

aanch lage to gaal fhulaye

waise pichke pichke gaal

bolo samajh me aayi

ye to mushkil hai bhai

main batau bata na yaar

aanch lage to gaal fhulana

ye iski majburi

sabka ji lalchata hai

jab bhukh me dikhti hai puri

shabash

jivan kya hai, jivan kya hai

bolo bolo jivan kya hai

bujho bujho jivan kya hai

taang pakad kar use padhau

agar naak par main chadh jaua

sare najare saaf dikhau

dhup se raksha main karwau

utar dijiye papa

darpan nahi, to master ji nahi nahi

to phir chhata

are papa ko to kuch bhi nahi aata

main batau main batau to batao kya

chashma, o ho o

jivan kya hai, jivan kya hai

bolo bolo jivan kya hai

bujho bujho jivan kya hai

ek chiz aisi duniya me

sako sab kuch deti hai

ishwar jaisa rup hai uska

kisi se kuch nahi leti hai

bolo samajh me aayi

ye to bhaut hi mushkil hai didi

iska utar me deti hu

ishwar jaisa rup hai uska

hum sab baccho ki wo ja

usko hum sab kahte hai maa

usko hum sab kahte hai maa

maa maa o maa

jivan kya hai, jivan kya hai

bolo bolo jivan kya hai

bujho bujho jivan kya hai

aao meri aankh ke taaro

aao meri aankh ke taaro

aao kare rang raili

mere baccho ab tum bujho

meri ek paheli

accha ye batao

kaun sa phal hai sabse mitha

aur kaun sa phal hai kadwa

accha main batati hu

sabr ka phal hai mitha

yudh ka phal hai kadwa

accha ye batao

kaun hai jag me acche

aur kaun hai jag me sabse sacche

ye to bahut easy hai

bacche bacche bacche

la la la la la la la la

la la la la la la la la

Explore this song