Roman script

jivan ki rahon me, tum jo mile 

lagta hain ab to ye 

sab kuchh mujhe mil gaya 

jivan ki rahon me, tum jo mile 

lagta hain ab to ye 

sab kuchh mujhe mil gaya 

jabse hua tumse milan 

ham ho gaye aise magan 

jabse hua tumse milan 

ham ho gaye aise magan 

din kab huaa kab jaane 

chupke se suraj kaha dhal gaya 

jivan ki rahon me

udata hain man aatho pahar 

sangit ke ab pankh par 

udata hain man aatho pahar 

sangit ke ab pankh par 

tu kya mile sargam ka 

sara nasha dhul gaya 

jivan ki rahon me

la la la la la la 

socha na tha hamne kabhi 

mil jayegi itani khushi 

socha na tha hamne kabhi 

mil jayegi itani khushi 

pa ke tumhe baho ke ghere me 

tan man khil gaya 

jivan ki rahon me, tum jo mile 

lagta hain ab to ye 

sab kuchh mujhe mil gaya 

ho sab kuchh mujhe mil gaya

ho sab kuchh mujhe mil gaya

Explore this song