Roman script

jeevan ke din chote sahi 
hum bhi bade dilwale 
kal ki haume fursat kaha 
soche jo hum matwale 
jeevan ke din chote sahi 
hum bhi bade dilwale 
kal ki haume fursat kaha 
soche jo hum matwale 
jeene ka rangeen mausam 
ye khubsurat zamana 
jeene ka rangeen mausam 
ya khubsurat zamana 
apne yahi char pal hai 
aage kisne ye jana 
jeena jinhe aata hai wo 
inme hi moj mana le 
kal ki hume fursat kaha 
soche jo hum matwale
jeevan ke din chote sahi 
hum bhi bade dilwale 
kal ki haume fursat kaha 
soche jo hum matwale 
ye zindagi dard bhi hai 
ye zindagi dawa bhi hai 
ye zindagi dard bhi hai 
ye zindagi dawa bhi hai 
dil thodana hi na jane 
jane ye di jodna bhi 
is zindagi ka shukriya 
sadke mai upr wale 
kal ki hume fursat kaha 
soche jo hum matwale
jeevan ke din chote sahi 
hum bhi bade dilwale 
kal ki haume fursat kaha 
soche jo hum matwale

Song details

Song video

Watch on YouTube