Roman script
chokho lage jeewan mharo jeewan ek rangoli hai jisme kuch rang feeke hai kuch to kya hai sunder hai or kuch rang chamkile hai kya hai sona or jagna na hai bistar or ghar apna muthi me kuch ho na ho in ankho me hai sapna ansu sab jayenge din aise bhi ayenge jab rok sakega na koi bas age badte jayenge titli bankar mandrau ya bhawara ban kar gau ya khusi se pankh falake asman me udd jau na rona na thakana hai sahas man me rakhna hai manjil jab tak na paye na thamna na rukna hai bas itna hi kahna hai itihas nahi sahna hai afsar ki sidi ho jisme aise ghar me rahna hai
Song details
- Singer: Shivji Dholi
- Singer: Susmit Bose
- Film / album: I Am Kalam (2011)
- Composer: Susmit Bose
- Lyricist: Kishore
- Actor: Beatrice Ordeix
- Actor: Meena Mir
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Harsh Mayar
- Actor: Husaan Saad
- Actor: Pitobash Tripathy
- Actor: Sanjay Chauhan
singer: Shivji Dholi, Susmit Bose