Roman script
dhara ke viparit chale apni hi naav duba baithe aag lagane wale hi apni tasrif jala baithe ho dhara ke viparit chale apni hi naav duba baithe aag lagane wale hi apni tasrif jala baithe juth ki patloon le utari he sach ki pagadi jiti he aaj hawayein bhagwa he hum aisi dhaag jama baithe jitane ki hume do badhai itna sannata he kyu bhai mooh karo mitha khao mithai itna sannata he kyu bhai jitane ki hume do badhai itna sannata he kyu bhai sannata sannata sannata kyu he bhai tum jiska uphas udake samjete the khota sikka aaj usine baazi mari banke hukam ka ikka tumne to googly dali thi mara he humne chakka roke se ab nahi rukega rastravad ka chakka kaal chamcho ki ab gal na payi itna sannata kyu he bhai kaal chamcho ki ab gal na payi itna sannata kyu he bhai hor badlav ki khilkhilayi itna sannata kyu he bhai sannata sannata sh sannata ab khair nahi jaichando ki he gunj raha jaikara itihas naya hum likh denge modenge ulti dhara kitani hi qurbani di he lane ko waqt humara ha phir se sone ki chidiya hoga ye desh humara ab jubani humari he ayi itna sannata kyu he bhai le raha he samay anagadaai itna sannata sannata sannata kyu he bhai itna sannata kyu he bhai
Song details
- Singer: Lakshay Sharma
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Jahangir National University (2024)
- Composer: Vijay Verma
- Lyricist: Rajesh Manthan
- Actor: Urvashi Rautela
- Actor: Siddharth Bodke
- Actor: Piyush Mishra
- Actor: Ravi Kishan
- Actor: Vijay Raaz
- Actor: Rashami Desai
- Actor: Sonnalli Seygall
- Actor: Atul Pandey
- Actor: Kunj Anand
- Actor: Shivjyoti
- Actor: Savant Singh Premi
- Actor: Umar Sharif - I
- Actor: Siddharth Bharadwaj
- Actor: Ashok Beniwal
Song video
singer: Lakshay Sharma, Sonu Nigam