Roman script

jeeta hoon tere liye

tujhpe kitna marta hoon

jeeta hoon tere liye

tujhpe kitna marta hoon

jeeta hoon tere liye

tujhpe kitna marta hoon

kaun karega itna 

jitna pyaar main tujhse karta hoon

tu jo kabhi ek pal dur jaaye

tham jaaye saanson ka chalna

banke meri chaahto ka deeya tum

har waqt palko mein jalana

mere khaabon ki yahi hai tamanna

teri baahon mein rahe jindgaani

meri yaadon mein hai chhaya hamesha 

teri deewaanagi ka nasha

rota hoon hasata hoon

bin tere aahein bharta hoon

mushkil hai tujhko bataana sanam

bechainiyon ki kadaaye

tere hi baare mein karti hai baatein

khamosh dil ki sadayein

tere bin ek pal jaanejaana

nahi mumkin bitaana bitaana

ban jaaye mohabbat ibaadat 

chalo milkar kare ye dua

darta hoon darta hoon

ab main judaayi se darta hoon

kaun karega itna 

jitna pyaar main tujhse karta hoon

Explore this song