Roman script
Khel nahi khata reham Maidan padta naram Sangharsh na hota hai kam To taaliya kyun kam (To taaliya kyun kam) Tere liye taaliya kyun kam (Tere liye taaliya kyun kam Tere liye taaliya kyun kam) Khel nahi khata reham Maidan padta naram Sangharsh na hota hai kam To taaliya kyun kam Teri jeet ka bhi ho halla (ho halla) Gali gali mohalla Gali gali gali mohalla (x2) Talve bole chal mat chal mat tu Utha bazuon se parbat Band aankhon se lakshya bhed ja Dhay tan se lehre tair ja Teri jeet ka bhi ho halla (ho halla) Gali gali mohalla Gali gali gali mohalla Ho… Ab taaliya na kam (taaliya na kam) Tere liye taaliya na kam (Taaliya na kam) Tere liye taaliya na kam.. Teri jeet ka bhi ho halla (ho halla) Gali gali mohalla Gali gali gali mohalla Teri jeet ka bhi ho halla (ho halla) Ab se nahi akela Ab se nahi tu akela Teri jeet ka bhi ho halla
Explore this song
- Film / album: IndusInd Bank
Song video
Additional song details
language: Hindi