Roman script

ho jine marne ka mausam aaya

ho jine marne ka mausam aaya

pyar karne ka mausam aaya

pyar karne ka mausam aaya

ho jine marne ka mausam aaya

ho jine marne ka mausam aaya

pyar karne ka mausam aaya

pyar karne ka mausam aaya

ho jine marne ka mausam aaya

pyar karne ka mausam aaya

har kali apna ghunghat uthane lagi

khusbu banke jawani lutane lagi

har kali apna ghunghat banale

khusbu banke jawani lutane lagi

chhedkhani kare sokh chanchal hawa

ho sokh chanchal hawa

gungunane lagi dhadkano ki sada

ho aahe bharne ka

ho aahe bharne ka mausam aaya

ho jine marne ka mausam aaya

pyar karne ka mausam aaya

koi pahra hai na koi diwar hai

koi pahra hai na koi diwar hai

mud ke dekhu jidhar pyar hi pyar hai

aisi tanhaiyo me yu kho jaye hum

do rhe na chalo ek ho jaye hum

do rhe na chalo ek ho jaye hum

ho lo sawarne ka

ho lo sawarne ka mausam aaya

ho jine marne ka mausam aaya

pyar karne ka mausam aaya

sara gulsan mujhe mera sahra lage

aaj milne ka mauka sunhara lage

meri sanso me sahnai bajne lagi

meri sanso me sahnai bajne lagi

doli sapno ki phulo se sajne lagi

ho ab machalne ka

ho ab machalne ka mausam aaya

pyar karne ka mausam aaya

ho jine marne ka mausam aaya

ho jine marne ka mausam aaya

pyar karne ka mausam aaya

pyar karne ka mausam aaya

Explore this song