Roman script

jine de ye dunia chahe maar dale

log hum nirale pyar karne wale, jine de ye dunia chahe maar dale

kagaj pe kuch ho likha to mita du, sauda kiya ho to kimat chuka du

kagaj pe kuch ho likha to mita du, sauda kiya ho to kimat chuka du 

dekha ho sapna to sapna bhula du, kaise bhula su tumhe yaad ane wale

log hum nirale pyar karne wale, jine de ye dunia chahe maar dale

gajra khula tha kajra baha tha, kal rat mujhko tu yaad raha tha

gajra khula tha kajra baha tha, kal rat mujhko tu yaad aa raha tha

aankho me bas ja maine kaha tha, ye kab kaha tha ke ninde chura le

log hum nirale pyar karne wale, jine de ye dunia chahe maar dale

Explore this song