Roman script

jina hai to hans ke jiyo

jivan me ek pal bhi rona na

jina hai to hans ke jiyo

jivan me ek pal bhi rona na

hasna hi to hai zidagi

ro ro ke jivan ye khona na

jina hai to hans ke jiyo

jivan me ek pal bhi rona na

aansu nahi moti hain ye

palko se ye tute nahi

kam ho kabhi na hosla

dheeraj kabhi chute nahi

dhuk dard se dil haar ke

aansu se daman bhigona na

hansna hi to hai zidagi

ro ro ke jivan ye khona na

Explore this song