Roman script

aa jee ve sohneya jee chaahe kisi ka hokar jee 

maana ki tu ab nahi mera maana ki tu ab nahi mera

kabhi tha mera bhi jee ve sohneya jee

chahe kisi ka hokar jee 

hansti basti rahe woh raahein

jinpe chalta tu

meri bhi galiyon aata jaata kal tha tu aa

hansti basti rahe woh raahein jinpe chalta tu

meri bhi galiyon aata jaata kal tha tu

aaj bhi yaad hai mujhe aahat

aaj bhi yaad hai mujhe aahat

tere kadmon ki jee ve sohneya jee

chaahe kisi ka hokar jee 

kabhi kabhaar sandesha de de

kya hai tera haal rut pardesi rakhti hogi

shayad tera khayaal 

yahaan tere bin patjhad sa hai 

yahaan tere bin patjhad sa hai

har ek mausam hi jee ve sohaneya jee

chaahe kisi ka hokar jee 

maana ki tu ab nahi mera maana ki tu ab nahi mera

kabhi tha mera bhi

jee ve sohneya jee chahe kisi ka hokar jee 

chahe kisi ka hokar jee chahe kisi ka hokar jee

chahe kisi ka hokar jee tu chahe kisi ka hokar jee

Explore this song