Roman script

yaara, kya mai kahun yaara

laage sara jahaan pyaara

jara meri aakhon se dekho ye duniya haseen

dekho mere hontho se hasti hai kaise jameen

uda-uda jaata hoon main aashmaan ke pare

mere aage pichhe kahin ye jamaana nahi

jee le mere dil,

tu bhi muskuraa le

jee le mere dil,

tu bhi gungunaa le

jee le mere dil,

tu bhi muskuraa le

jee le mere dil,

tu bhi gungunaa le

paana-khona

hasna-rona

mujhme hi tha

mera hona

jab se samjha hoon, main falsafa

khusmiza jeene, main jee raha

mera hai sathi, chand mera

jagmagaya sa hoon mai yahaan

yaara, kya mai kahun yaara

laage sara jahaan pyaara

jara meri aakhon se dekho ye duniya haseen

dekho mere hontho se hasti hai kaise jameen

uda-uda jaata hoon main aashmaan ke pare

mere aage pichhe kahin ye jamaana nahi

jee le mere dil,

tu bhi muskuraa le

jee le mere dil,

tu bhi gungunaa le

jee le mere dil,

tu bhi muskuraa le

jee le mere dil,

tu bhi gungunaa le

Explore this song