Roman script

jaziren hai jo jo jo jaziren khwaabo ke

milenge dil ki panaahon mein

jaziren hai jo jo jo jaziren khwaabo ke

milenge dil ki panaahon mein

jab se mere paas aashnaayi aayi hai

ghar mere dilkash fajaaye aayi hai

jaziren hai jo jo jo jaziren khwaabo ke

milenge dil ki panaaho mein

jab se mere paas aashnaayi aayi hai

ghar mere dilkash fajaaye aayi hai

jawaan jawaan aashnaayi aayi hai

jawaan jawaan ghar fajaayein aayi hai

jawaan jawaan aashnaayi aayi hai

jawaan jawaan jawaan

jawaan jawaan aashnaayi aayi hai

jawaan jawaan ghar fajaayein aayi hai

jawaan jawaan aashnaayi aayi hai

jawaan jawaan jawaan

yahaan wahaan kahin koi shama hai 

kahin koi gul khila hai

isse mili hai aankhein usse dil mila hai

chalta rahein jo aashiqi ka silsila hai

ji le jine ka jindagi ka andaaj ye naya

jawaan jawaan aashnaayi aayi hai

jawaan jawaan ghar fajaayein aayi hai

jawaan jawaan aashnaayi aayi hai

jawaan jawaan jawaan

jawaan jawaan aashnaayi aayi hai

jawaan jawaan ghar fajaayein aayi hai

jawaan jawaan aashnaayi aayi hai

jawaan jawaan jawaan

hoga wahin jo tere haathon ki lakiron mein likha hai

to aanewaale kal ko kaahe sochna hai

ab mein abhi mein marne jine ka maja hai

raaj-e-khushi hai bas isi mein meri baat maan ja

jawaan jawaan aashnaayi aayi hai

jawaan jawaan ghar fajaayein aayi hai

jawaan jawaan aashnaayi aayi hai

jawaan jawaan jawaan

jawaan jawaan aashnaayi aayi hai

jawaan jawaan ghar fajaayein aayi hai

jawaan jawaan aashnaayi aayi hai

jawaan jawaan jawaan

Explore this song