Roman script

kya yeh kahe, kya yeh kare

karta hai soche na samjhe bina

yeh dil akal ka hai maara

jaane jahaan, isey mana 

ye dheet na maane jaaye wahaan

dekho jise dil ka maara

na labon se bole na yeh raaz khole 

koi hint hi nahi de kya kare

karta hai apni hi manmaani

hai pata naadaani

phir bhi jaan boojh ke galti kare 

jazbaati hai dil  jazbaati hai dil 

jazbaati hai dil  sau dafa yeh tootega

jaanta hai doobega ishq ke dariyaa mein yeh

phir bhi jaake koodega

kaagazi fasaane besure taraane 

gaaye dhun ho yaad chaahe na ise

bigdi aulaadon sa mijaazi 

koi ho na raazi yeh toh baatein poori karke hi rahe

jazbaati hai dil jazbaati hai dil

Explore this song