Roman script

Jayega Janewale Kaha
Jayega Janewale Kaha
manzil to pass hai
milne ki aas hai 
tu kyu udas hai 
Jayega Janewale Kaha
Jayega Janewale Kaha
apni manzil pe dhokha to khayega dil 
apni manzil pe dhokha to khayega dil 
paw uthege to baeth jayega dil 
paw uthege to baeth jayega dil  
manzil to pass hai
milne ki aas hai 
tu kyu udas hai 
Jayega Janewale Kaha
Jayega Janewale Kaha
tere paw ki janjeer ban jaogi 
tere paw ki janjeer ban jaogi 
teri manzil ki taqdeer ban jaogi 
teri manzil ki taqdeer ban jaogi 
manzil to pass hai
milne ki aas hai 
tu kyu udas hai 
Jayega Janewale Kaha
Jayega Janewale Kaha

Song details