Roman script

jawani na aati na dil hum lagate

jawani na aati na dil hum lagate

na ghum koi hota na aansu bahate 

na ghum koi hota na aansu bahate 

jawani na aati na dil hum lagate

tadapti na hasrat na armaan rote

tadapti na hasrat na armaan rote

na arman rote

wo bhule the hum bhi unhe bhul jate

wo bhule the hum bhi unhe bhul jate

jawani na aati na dil hum lagate

tera aasma kya bigadta jo hum bhi

tera aasma kya bigadta jo hum bhi

jahan me ghadi do ghadi muskurate

jahan me ghadi do ghadi muskurate

jawani na aati na dil hum lagate

shikayat kisi ki na shikva kisi se

shikayat kisi ki na shikva kisi se

na shikva kisi se

ye takdeer thi chot par chot khate

ye takdeer thi chot par chot khate

jawani na aati na dil hum lagate

jawani na aati na dil hum lagate

Explore this song