Roman script

jawani me jawani ke maze lena jawani hai

jo samjhe to hakikat hai na samjho to kahani hai

sama jawani ki jab se jali hai tum me

rangin lagta hai sara jaha

har sans jalti hai har ang jalta hai

par jalan me hai kya mastiya

jawani me  hai wo garmi ke shola pani pani

jawani me  hai wo garmi ke shola pani pani

jawani me jawani ke maze lena jawani hai

jo smjhe to hakikat hai na smjho to kahani hai 

ye umar jeene ki je bhar yaha je le

jeene ka ye mauka phir aaye na

chadati jawani me manwa ne kar dheele

tujhko kisi ka kya darr yaha

jo darr jaye wo mar jaye

kahawat ye purani hai

jo darr jaye wo mar jaye

kahawat ye purani hai

awani me jawani ke maze lena jawani hai

jo samjhe to hakikat hai na samjho to kahani hai

roke hun ruke na bandhe bandhi na jo

aazad baagi jawani hai

apni jawani me dil ko jo le dhube

ye kyun si daria tufani hai

ye mana hai umar chhoti magar kitni suhani hai 

ye mana hai umar chhoti magar kitni suhani hai 

jawani me jawani ke maze lena jawani hai

jo samjhe to hakikat hai na samjho to kahani hai

jo samjhe to hakikat hai na samjho to kahani hai

Explore this song