Roman script

jawani ke din hai pyar kiye ja

khushi ho ya gum ho yar jiye ja

kuch kate diye ja kuch phul liye ja

kuch kate diye ja kuch phul liye ja

ho jawani ke din hai

sapno ki sari rate masti ke sare din hai

or jawani ki ranginiya

sapno ki sari rate masti ke sare din hai

or jawani ki ranginiya

kuch kasme diye ja kuch wade kiye ja

kuch kasme diye ja kuch wade kiye ja

hai jawani ke din hai pyar kiye ja

khushi ho ya gum ho yar jiye ja

kuch kate diye ja kuch phul liye ja

kuch kate diye ja kuch phul liye ja

ho jawani ke din hai

apno se hai dillagi gairo se hai dosti

anokha ye apna jaha

apno se hai dillagi gairo se hai dosti

anokha ye apna jaha

ye pyar ka jaha yaha pyar kiye ja

ye pyar ka jaha yaha pyar kiye ja

ho jawani ke din hai pyar kiye ja

khushi ho ya gum ho yar jiye ja

kuch kate diye ja kuch phul liye ja

kuch kate diye ja kuch phul liye ja

ho jawani ke din hai jawani ke din hai

jawani ke din hai jawani ke din hai

Explore this song