Roman script

hello i' m gonna kill u

it' s been sound of disco it' s always been around been around

jawani janeman hasin dilruba, mile toh dil jawa nisar ho gaya - (2)

shikari khud yaha shikar ho gaya, yeh kya sitam huwa yeh kya julam huwa

yeh kya gajab huwa yeh kaise kab huwa, naa janu mai naa janey woh o ho

jawani janeman hasin dilruba, mile toh dil jawa nisar ho gaya

aayi aayi dur se dekho dekho dilruba kaisi kaisi turu turu turu

khayi khayi bejuban dil ne dil ne chot yeh kaisi kaisi

arre woh mili najar arre yeh huwa asar

najar najar me yeh sama badal gaya, chalaya teer jo mujhi pe chal gaya

gajab huwa yeh kya huwa yeh kab huwa, naa janu mai naa janey woh o ho

jawani janeman hasin dilruba, mile toh dil jawa nisar ho gaya

dil yeh pyar me kaise khota hai dekho, katil janeman kaise hota hai dekho

are woh mila sanam are yeh huwa sitam

woh dushmane jana dildar ho gaya, sayyad kaa bulbul se pyar ho gaya

gajab huwa yeh kya huwa yeh kab huwa, naa janu mai naa janey woh o ho

jawani janeman hasin dilruba, mile toh dil jawa nisar ho gaya - (2)

shikari khud yaha shikar ho gaya, yeh kya sitam huwa yeh kya julam huwa

yeh kya gajab huwa yeh kaise kab huwa naa janu mai naa janey woh o ho

Explore this song