Roman script

har ek dil pe likhi hai ye wo kahani 

hajar rang hai jisme wo ek jawani hai 

jawani hoti hai sau afatab ka jaadu 

jawani hoti hai husno shabab ka jadu

bas iski ek najar apna kaam karti hai 

jawani wo hai ke duniya salam karti hai 

pooja hoti hai pooja hoti hai jamne mein chadhate suraj ki 

haa pooja hoti hai jamane mein chadhate suraj ki 

abbe chatni ke abbe chatani ke tu ye kisse bat karta hai 

main tera baa hu tu kyo din ko raat karta hai 

mere bachche abhi tu nadan hai abhi dekha kya hai 

ye jawani hai deewani aur samjha kay hai 

kadar karta hai kadar karta jaha saaj dhalte suraj ki 

kadar karta hai jaha saaj dhalte suraj ki 

nahi chacha nahi pooja hoti hai jamne mein chadhte surj ki 

ye kayi ladkiyo ka abba hai 

ye kayi ladkiyo ka abba hai 

haa abba kya jaan ka jhabba hai 

haa abba kya jaan ka jhabba hai 

aankhe ullu naak popat ki popat ki 

tond lataki hui hai gusat ki 

baal ghode ki chaal pagle ki 

kaan hathi ke tond bhese ki chup 

chhati pichali hai rang pila hai 

is jawani mein haa is jawani mein 

is jawani mein manjha dhila hai 

ye budhapa chattan hota hai 

ye budhapa chattan hota hai 

iska kayala jamana hota hai 

iska kayala jamana hota hai 

ye budhapa tinka hai tinka hai

funk maare se udta firta hai 

aur kuch aisi mix surat hai 

aap to aadhi mard aadhi aurat hai 

tu to ek besura sa baaja hai 

tu to ganda hai tu to naayi hai

Explore this song