Roman script

zawani ka guzra zamana mujhe yad aane laga

jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai

dil gungunane laga hai

mera mehman walla meri jaan walla

ho gaya qurban walla kya maza aane laga hai

jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai

kya chand utra jami pe kya rat hai ilahi

kya rat hai ilahi

humko mila jo wo teri saugat hai ya ilahi

rukh e roshan se utha jo parda

tere jalwo se ye mera dil ye jagmagane laga

jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai

dil gungunane laga hai

yu apni basti me lake na ched bate banake

na ched bate banake

ab sharam kaisi tujhe mai laya hu dulhan banake

mai to sharmau haye mari jau

mera diwana sanam ye kya sitam dhane laga hai

jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai

dil gungunane laga hai

ya khuda maine jo dua mangi 

meri dua ka aaj asar aane laga hai

jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai

dil gungunane laga hai

zawani ka guzra zamana mujhe yad aane laga

jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai

dil gungunane laga hai

jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai

Explore this song