Roman script

jawa jawa husn ke rangin ye kafile

awaz dete mujhe aa aa aa bhi ja

jawa jawa husn ke rangin ye kafile

awaz dete mujhe aa aa aa bhi ja

jawa jawa husn ke 

bikhri hai mahakti sanso ki 

khusbu madhosh hawao me

simti hai mohabbat ke saye

palko ki nashili chaw me

aanhko ka ishara hua o o dil gaya

dil ko sahara koi o o mil gaya

aanhko ka ishara hua 

o jane jigar khamosh najar ban gayi

dhadkte dil ki dua

jawa jawa pyar ke rangin ye kafile

awaz dete mujhe aa aa aa bhi ja

jawa jawa pyar ke 

saki hai bani chachal bijli

chalke hai ghata se paymane

ab in tufano me dil ka

kya hoga hal khuda jane

chaya to kabhi nahi tha o o o ye nasha

khud bhi na janu mujhe o o o kya hua

chaya to kabhi nahi tha

bahke nadan arman jawa

ab hosh kise hai hum hai kaha

jawa jawa husn ke rangin ye kafile

awaz dete mujhe aa aa aa bhi ja

jawa jawa husn ke

Explore this song