Roman script

jau kaha jau kaha jau kaha tere bina

bahon me teri aankho me teri sanson me teri jeena

dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain

tab kahi jake sanam aapko paya hain

dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain

tab kahi jake sanam aapko paya hain

dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain

tab kahi jake sanam aapko paya hain

dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain

tab kahi jake sanam aapko paya hain

dhadkta hain dil kyon mera tere samne

hote hain jab ham aamne saamne

main bhi to yeh janu kyon aisa mera hal hain

kyon lagi hu main dil apna thamne

mohabbat me yeh hota hi hain

hasta hain dil rota bhi hain jao jao jao aise na darao

rab ki tarah tujhe dil main basaya hain

tab kahi jake sanam aapko paya hain

dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain

tab kahi jake sanam aapko paya hain

kasam kha rahe hain kasam ki kasam

honge na juda tumse sanam

tujhe yad karte hain sari sari raat ham

teri in baton pe mar mitey hain ham

din subah sham ek ho gaya

jabse tu meri main tera ho gaya

kahi bhi na jao mere pass aao

badi mannato se khuda ko manaya hain

tab kahi jake sanam aapko paya hain

dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain

tab kahi jake sanam aapko paya hain

dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain

tab kahi jake sanam aapko paya hain

jau kaha jau kaha jau kaha tere bina

bahon me teri aankho me teri sanso me teri jeena

jau kaha jau kaha jau kaha tere bina

bahon me teri aankho me teri sanso me teri jeena

dil jalaya hi kabhi khud ko mitaya hain

tan kahi jake sanam aapko paya hain

Explore this song