Roman script

jashne bahara mahfile aala abad rahe

jashne bahara mahfile aala abad rahe

ho aaj ki rat sabko yad rahe

jashne bahara mahfile aala abad rahe

aaj ki rat sabko yaad rahe

ye mohabbat ye jawani

ye najar or ye najara

kaun samjhega kisine 

kya kiya kisko ishara

rakt ye jari rahe ye nasha taari rahe

rakt ye jari rahe ye nasha taari rahe

mere mehmano ka dilshad rahe

aaj ki rat sab ko yad rahe

jashne bahara mahfile aala abad rahe

aaj ki rat sabko yaad rahe

ho aankho aankho me wafa ka

ek afsana bana hai

shama parwana mile hai

ishk diwana bana hai

roshni hai dur tak

kal subah ke nur tak

roshni hai dur tak

kal subah ke nur tak

hotho pe mubarakbaad rahe

jashne bahara mahfile aala abad rahe

aaj ki rat sabko yaad rahe

jashne bahara mahfile aala abad rahe

aaj ki rat sabko yaad rahe

Explore this song