Roman script

jashnn hain mohabbat ka shan se manana

kissa yeh pyar ka sabko sunana

jashnn hain mohabbat ka shan se manana

kissa yeh pyar ka sabko sunana

dard bhari dastan has haske gana

aashiq ki maut hai bhul nahi jana bhul nahi jana

bhul nahi jana

khel yeh ajeeb hai sadiyon purana

baar baar marta hai aashiq deewana

khel yeh ajeeb hai sadiyon purana

baar baar marta hai aashiq deewana

lekin yeh aashiq ajeebon gareeb hai

apne hi haath likha apna naseeb hai apna naseeb hai

shamma ka kaam hai jalna jalana

parwane ka kaam hai marna mit jana

shamma ka kaam hai jalna jalana

parwane ka kaam hai marna mit jana

bandh liya hai isne sar pe kafan

dekhne ki cheej jiske marne ka pan

marne ka pan marne ka pan

hero hero hero hero hero hero

Explore this song