Roman script

zara sa halka sa nasha sa chhane laga hai dil pe khumaar hai zara

zara sa halka sa guma sa pass aane laga hai dil pe karaar hai zara

bewajah yeh aankhein muskuraati hai bewajah dil gumsum huwa

baarha mujhe teri yaad aati hai ajab sa yeh mausam deewaana aaya

zara sa halka sa nasha sa chhane laga hai dil pe khumaar hai zara

zara sa halka sa guma sa pass aane laga hai dil pe karaar hai zara

thode se pareshaan thode hairaan se hai jo naya raasta

dilkash in raahon mein kab koi mod ho yeh hai mujhe kya pata

kho na jaaye dil yeh mera kahin gum kahin chain ho jaaye na

aaj tumhaari baaton hi baaton mein

yahin pal pal mere dil ko khayaal aaya

zara sa halka sa nasha sa chhane laga hai dil pe khumaar hai zara

socha na tha kabhi hogi duniya meri is kadar meherbaan

ghul jaayegi meri saanson mein raagini gaane lagegi fiza

zaayeka badla jindagaani ka mitha mitha lagne laga

khushnuma manzar ab jo aaya hai

tumhaare hi khaabon ke saath saath aaya

zara sa halka sa nasha sa chhane laga hai dil pe khumaar hai zara

Explore this song