Roman script

arj hai ek daasta

iski hai na koi jubaah 

sunte the hum lekin magar

likhne waale ka hai naa pata

hai kahaani aisi meri

hai ajaadi isme meri 

le chalo mujhe zannat ho wahaa 

ho awaaj pukaro mujhe aiyyehh

le chalo mujhe zannat ho wahaa 

ho awaj pukaro mujhe aiyyehh

kuch hi labjo me mera zahaan

saamne hai jaisa hua 

ab kisi se na kuch chupa 

shayhi ke chaadar par hai nishaa

hai kahaani aisi meri

hai ajaadi isme meri 

le chalo mujhe zannat ho wahaa 

ho awaj pukaro mujhe aiyyehh

le chalo mujhe zannat ho wahaa 

ho awaj pukaro mujhe aiyyehh

marj hai aisa yahaa 

jiski hai na koi dawa

hota na ab koi asar

ab to main aur mera kaarwaah

hai kahaani aisi meri

hai ajaadi isme meri 

le chalo mujhe zannat ho wahaa 

ho awaj pukaro mujhe aiyyehh

le chalo mujhe zannat ho wahaa 

ho awaj pukaro mujhe aiyyehh

le chalo mujhe zannat ho wahaa 

ho awaj pukaro mujhe aiyyehh

le chalo mujhe zannat ho wahaa 

ho awaj pukaro mujhe aiyyehh

aiyyehh aiyyehh

Explore this song