Roman script
jannat ki hur aapki mehfil me aayi hai apne labo pe aaj ye paigam layi hai ik chand ki kasti hai taro ke samndar me ik chand ki kasti hai taro ke samndar me jurm tum hasino ke ik sauk hasina hai champa ya chameli hai ya raat ki rani hai champa ya chameli hai ya raat ki rani hai arso sola badan jaise khud apni kahani hai champa ya chameli hai ya raat ki rani hai is raat ki dulhan par aaya hai sabab aesa is raat ki dulhan par aaya hai sabab aesa har aankh me masti hai har dil me jawani hai ye raat hai peene ki is raat peena hai hum subah ko sochenge marna hai ki jina hai ye raat hai peene ki
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Sarhadi Lutera (1966)
- Composer: Iqbal
- Lyricist: M A Taj
- Actor: Sheikh Mukhtar
- Actor: Salim
- Actor: Sunita
- Actor: Jagdeep
- Actor: Anwar
- Actor: Kundan
- Actor: Shyam Kumar
- Actor: Helen
Song video
singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi