Roman script

janu main dil hai yaha dil kash hai sama 

har sud dhua dhua khwabo ka ye jaha 

shishe ka dil paana hai mushkil

dekho isme hai pyar shamil 

raate yaha jhil mil jhil mil 

taaro se saji mehfil 

shabnam ka ye nasha bilkul naya naya 

har dil yaha jawa phulo ka ye jaha 

aankho ki yaha narmi saanso ki yaha garmi 

sholo pe khilte hai ye sabhi koi nahi yaha pe kami

Explore this song