Roman script

janmon ki jwala thi tan me

milne ki trishna thi mann me

tune kiya tan ko sheetal sheetal

ab na rahi man me koi halchal, oh

aa ha aa aa, aa ha aa aa, aa ha aa aa aa

kitna hai sukh bandhan me

preetam tere aalungan me

aagosh me aake maine jaana

praanon se nazdeek tujhko maana sathiya

sapnon ka har darpan toota

har mausam lagta hai jhoota

kitna gahan hai samay ka saaya

dil ke ujaale ko benur paya sathiya

janmon ki jwaala thi tan me

janmon ki jwaala thi tan me

milne ki trishna thi mann me

milne ki trishna thi mann me

tune kiya tan ko sheetal sheetal

tune kiya tan ko sheetal sheetal

ab na rahi mann me koi halchal

ab na rahi mann me koi halchal saathiya

Explore this song