Roman script

jang ka dushman aman ka sathi hindustan hamara hai 

hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai

hindustan hamara hai hindustan hamara hai 

hanth pe hanth na rakh kar baitho aao kadam bathao

apne in fouladi hantho ke jouhar dikhlao 

aaj himallay ki choti par ye jhanda laharao 

ye jagir hamari hai is par adhikar hamara hai

hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai

hindustan hamara hai hindustan hamara hai 

aao bahno utho aur mardo ka hanth batao 

sarojani sultanna jhansi ki rani ban jao 

veer hai hum kamjor nahi ye duniyan ko dikhalao 

desh ki raksha karna sabase pahala farj hamara hai 

hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai

jang ka dushman aman ka sathi hindustan hamara hai 

hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai

hindustan hamara hai hindustan hamara hai 

kah do ye lalkar ke chalke un bathate tufano se 

jaal kisi ne aise fenke hat jao maidano se

khel nahi takrana aajadi ke diwano se 

dub nahi sakati ye naiya laharo ki bouchharo se 

hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai

jang ka dushman aman ka sathi hindustan hamara hai 

hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai

hindustan hamara hai hindustan hamara hai

Explore this song