Roman script

jaaneman hum se
jaaneman hum se aaj ek waada karo
jaaneman hum se aaj ek waada karo
pyaar karne ka humse iraada karo 
pyaar karne ka humse iraada karo 
chaahe todo, chaahe todo magar ek waada karo
chaahe todo magar ek waada karo
pyaar karne ka humse iraada karo 
pyaar karne ka humse iraada karo
mujhe paana hai toh mere nakhare utha
meri taarif kar, mujhe dil mein bitha
mujhe paana hai toh mere nakhare utha
meri taarif kar, mujhe dil mein bitha
meri aankhein hai jhil iname gota laga
jaan nyochhyavar tu kar, apni hasti mita
kitani naajuk hai dekh meri patali kamar
teri kismat hai jo padi isape najar
mere lab hai
mere lab hai shole, jara chhuke tu dekh
sard hai yeh mausam, aag se khud ko sekh
aag se khud ko sekh 
aise dilkash kabhi phir na aayegi raat
aise mauke ka kuchh toh ifaada karo 
pyaar karne ka humse iraada karo
ishq jaisi nahi iss jahaan mein daulat 
ishq milata hai toh de de har tu kimat
ishq jaisi nahi iss jahaan mein daulat 
ishq milata hai toh de de har tu kimat
isse badhakar nahi kahi koyi lajjat 
ishq rehmat bhi hai, ishq hi hai niymat
ishq ne hai bakshi iss jahaan ko jinat 
ishq ho jaaye toh badal jaaye kismat
ishq neki anda
ishq neki anda iss jahaan ko ijjat
saare aalam mein hai ishq se hi rangat
ishq se hi rangat  
tum bhi aashiq bano, thodi jururrat karo
apane dil ko jara tum ishaara karo 
pyaar karne ka humse iraada karo
jaaneman hum se
jaaneman hum se aaj ek waada karo
jaaneman hum se aaj ek waada karo
pyaar karne ka humse iraada karo 
pyaar karne ka humse iraada karo

Song details

Song video

Watch on YouTube