Roman script

janeman hum se 

janeman hum se aaj ek wada karo

janeman hum se aaj ek wada karo

pyar karne ka humse iraada karo 

pyar karne ka humse iraada karo

chahe todo, o chahe todo magar ek wada karo

chahe todo magar ek wada karo

pyar karne ka humse iraada karo

pyar karne ka humse iraada karo

raat hain chandni, chandni raat hain

dil me taaro bhari utri baraat hain

raat hain chandni, chandni raat hain

dil me taaro bhari utri baraat hain

chand suraj tere, sab nazaare tere

tu jo mil jaaye ja ye sitare tere

dil ye de du tujhe, dil ki aukat kya

jaan de du tujhe, jaan ki baat kya

teri khatir jeeyu, teri khatir maru

marte marte bhi main bas itna kahu

chahe kam kam karo, chahe jyada karo

chahe todo, chahe todo magar ek wada karo

pyar karne ka humse iraada karo

pyar karne ka humse iraada karo

ek tu hai anaar yaha sau hai bimaar

jo bhi dekhe tujhe use chadhata bukhaar

ek tu hai anaar yaha sau hai bimaar

jo bhi dekhe tujhe use chadhata bukhaar

tere jalwo se koyi yahan kaise bache

in aankho se nikle talab mein fanse

hai do aatsha tera shola badan

tere didaar se ho jaaye jashan

tujhe paane ko main har bagawat karu

is jahan se ladu, katlokhaarat karu

itani chaahat tumhe iss jamaane ne di

aise aashiq ki kuch toh khushamat karo

pyar karne ka humse iraada karo

pyar karne ka humse iraada karo

janeman hum se

o janeman hum se aaj ek wada karo

janeman hum se aaj ek wada karo

pyar karne ka humse iraada karo

pyar karne ka humse iraada karo

pyar karne ka humse iraada karo

pyar karne ka humse iraada karo

Explore this song