Roman script

jane yeh kya huwa, jane yeh kya huwa

hum dono ka yun milna aise pas ana

jane yeh kya huwa, jane yeh kya huwa

ab har pal anjana hai dekho hona hai aur kya

jane kyun lagta hai dheere se 

haule se geet koyi dil hai ga raha

jane kyun lagata hai abb jaise 

har lamaha har pal hai muskura raha

jane kyun lagta hai dheere se 

haule se geet koyi dil hai ga raha

jane kyun lagata hai abb jaise 

har lamaha har pal hai muskura raha

tumhe hai pata maine pehli bar jo dekha tumhe

mujhe yeh laga chahoo bhi toh kaise pa sakooga tumhe

sapana tha ek din toh main hoon tum ho

tum dheere se bolo tumko apna mana hain

dekho hona hai aur kya 

jane kyun lagata hain dheere se 

haule se geet koi dil hai ga raha

jane kyo lagta hai ab jaise har 

lamhe har pal hai muskura raha

kahoo kya bhala tumhi ko toh main chahta hoon sunnoh

tumhe jo mila maine jana main bhi zinda hoo sunnoh

kahoo main kya tumko main hoon tum ho

bas itna sun lo tum pe koi deewana hai

hona hai aur kya jane yeh kya hua

jane yeh kya hua abb har pal anjana hai

dekho hona hai aur kya

Explore this song