Roman script

jaane ye kya ho gaya ha dil mera khone laga

udti firu yaha waha na jaane kaha

mausam hai ashikana rut ye suhaani hai

baaho me le le koi tadpe jawani hai

mausam hai ashikana rut ye suhaani hai

baaho me le le koi tadpe jawani hai

aaja piya tu aa le jaa

jaane ye kya ho gaya ha dil mera khone laga

udti firu yaha waha na jaane kaha

chaal hai meri mastani haay re jawani deewani

jiyra mera bas me nahi apne se hun me anjaani 

chaal hai meri mastani haay re jawani deewani

jiyra mera bas me nahi apne se hun me anjaani 

jaha jaha me dekhu tera hi chehra hai

mere jiwan ka jaise tu hi savera hai

ab na sata tu aa bhi jaa

jaane ye kya ho gaya ha dil mera khone laga

udti firu yaha waha na jaane kaha

parvato me tu nadiyo me tu

baago me tu aur kaliyo me tu

anjaana ham saya mere dil ki galiyo me tu

parvato me tu nadiyo me tu

baago me tu aur kaliyo me tu

anjaana ham saya mere dil ki galiyo me tu

tere milan ke sapne aankho me rehte hai

meri yaado ke sagar jiwan me bahte hai

apna bana tu aa bhi jaa

jaane ye kya ho gaya ha dil mera khone laga

udti firu yaha waha na jaane kaha

Explore this song