Roman script

jane ye kaisa ishara ho gaya hai 

ye dil bhi hamara tumhara ho gaya hai 

jane ye kaisa ishara ho gaya hai 

ye dil bhi hamara tumhara ho gaya hai 

nichi nigaho ne jane kya kaha

pahlu mein dekha to dil na raha

nichi nigaho ne jane kya kaha

pahlu mein dekha to dil na raha

nichi nigaho ne jane kya kaha

pahlu mein dekha to dil na raha

dil tha kabhi na jane wala 

jane kaun sa jaadu dala 

bolo kaun sa jadu dala jo tumhara ho gaya

jane ye kaisa ishara ho gaya hai 

ye dil bhi hamara tumhara ho gaya hai 

sine mein shola bhadkta hua

dekho mera dil dhadkta hua

sine mein shola bhadkta hua

dekho mera dil dhadkta hua

aaye kaun ise samjhane 

papi bat na meri mane

jane ye kaisa ishara ho gaya hai 

ye dil bhi hamara tumhara ho gaya hai 

aankho se nind gayi dil se karar

aaya hai kaisa sitam leke yaar

aankho se nind gayi dil se karar

aaya hai kaisa sitam leke yaar

apna chain gawa ke baithe

ye tumhara ho gaya

jane ye kaisa ishara ho gaya hai 

ye dil bhi hamara tumhara ho gaya hai 

jane ye kaisa ishara ho gaya hai 

ye dil bhi hamara tumhara ho gaya hai

Explore this song