Roman script

jaane tu meri kya hai, jane mai tera kya tha

sath tere har pal sath har lamha tha

kyu aise chubhti hai tujhse duri

kyu lagti hai zindagi yu adhuri

chhua kisi ne tujhko to laga ke

dil me kisi ne jaise aag laga ke

duniya jala di hai meri

jane tu meri kya hai, jane mai tera kya tha

sath tere har pal sath har lamha tha

jane kaisi kasak hai jane kaisi tadap hai

kyu ye aankhe nam hai jane kaisa gam hai

jana dil jana kaise maine na jana

ke pyar yahi hai ye jane tu ya jane na

jana dil jana kaise tune na jana

ke pyar to hai ye jane tu ya jane na

Explore this song