Roman script

jane tu mera kya hai jane tu mera kya tha

tuhi mera har pal tuhi har lamha tha

jane kaisi kasis hai jane kaisi khalish hai

kyu ye sanse thami hai aankho me kyu nami hai

hai dosti hamko yaki to dosti aur kuch bhi nahi tha

hai kaisa ye dard naya sa kyu dil lagta tuta tuta sa

jana dil jana kaise maine na jana

ke pyar yahi hai ye jane tu ya jane na

jana dil jana kaise tune na jana

ye pyar hi hai haa jane tu ya jane na

jane tu mera kya hai jane tu mera kya tha

tuhi mera har pal tuhi har lamha tha

hoti thi tujhse subah har din ki

teri dopahar se sham ki dhun thi

hoti thi rate teri bato me khoye

tere khyalo me hi jage aur soye

tu jo nahi to kya raha

jane tu mera kya hai jane tu mera kya tha

tuhi mera har pal tu hi har lamha tha

jane kaisi kasis hai jane kaisi khalish hai

kyu ye sanse thami hai aankho me kyu nami hai

jana dil jana kaise maine na jana

ke pyar yahi hai ye jane tu ya jane na

jana dil jana kaise tune na jana

ye pyar hi hai haan jane tu ya jane na

Explore this song