Roman script

jaane kyun tanha ho gaye

sapne kho gaye, jaane kyun

huye hai wo khafa, begane bewafa

jaane kyun saare wo chaahato ke pal kho gaye

jane kyun

jaane kyun tanha ho gaye

sapne kho gaye, jaane kyun

huye hai wo khafa, begane bewafa

jaane kyun saare wo chaahato ke pal kho gaye

jane kyun

dheere dheere sara jag ye begaana

dil ka fasaana anjaana sa lage

dheere dheere koyi apna hai rutha

dil bhi ye tuta

rishta bhi jhuta sa lage jaane kyun

haan maana tha saaya apna jise

usi ne sikhaaya hai hame jalna

kyun aise sheeshe ki tarah se 

tuta hai aankhon me hi mera sapna

dheere dheere mere sapne suhaane ho ke 

deewaane kaise thikaane ja lage

dheere dheere koyi apna hai rutha

dil bhi ye tuta, rishta bhi jhuta sa lage

jaane kyun tanha ho gaye

sapne kho gaye, jaane kyun

huye hai wo khafa, begane bewafa

jaane kyun saare wo chaahato ke pal kho gaye

jane kyun

in baarishon mein aaja bheege ae dil

dekhe na koyi aansu jo hai behte

haan aankhon me thodi khushiya 

chhupke thode ghum bhi hai rehte

dheere dheere mile baarishon ka paani

ankhiyon ka paani gam ki kahani na lage

dheere dheere koyi apna hai rutha

dil bhi ye tuta, rishta bhi jhuta sa lage

jaane kyun tanha ho gaye

sapne kho gaye, jaane kyun

huye hai wo khafa, begane bewafa

jaane kyun saare wo chaahato ke pal kho gaye

jane kyun

jaane kyun tanha ho gaye

sapne kho gaye, jaane kyun

huye hai wo khafa, begane bewafa

jaane kyun saare wo chaahato ke pal kho gaye

jane kyun

Explore this song