Roman script

jaane kyu log mujhe haa

jaane kyu log mujhe

baar-baar, baar-baar, baar-baar

baar chhua karte hai

jaane kyu log mujhe haa

jaane kyu log mujhe

baar-baar, baar-baar, baar-baar

baar chhua karte hai

na to main hun kisi ki na to koi hai mera

na to main hun kisi ki na to koi hai mera

fir bhi pyaar-pyaar, pyaar-pyaar, pyaar-pyaar

pyaar kiya karte hai

jaane kyu log mujhe haa

jaane kyu log mujhe

baar-baar, baar-baar, baar-baar

baar chhua karte hai

koi mohe chhede koi siti bajaaye

koi mohe chhede koi siti bajaaye

koi mohe noto ki lalach dikhaaye

koi kahe raani aa naina mila le

o diljaani gale se laga le

na to main hun kisi ki na to koi hai mera

na to main hun kisi ki na to koi hai mera

fir bhi pyaar-pyaar, pyaar-pyaar, pyaar-pyaar

pyaar kiya karte hai

jaane kyu log mujhe haa

jaane kyu log mujhe

baar-baar, baar-baar, baar-baar

baar chhua karte hai

koi bela pukaare to koi chameli

koi bela pukaare to koi chameli

koi ye kahe milne aaja akeli

main to ghabraaun inse uii allah

kaise chhudaaun inse main palla

na to main hun kisi ki na to koi hai mera

na to main hun kisi ki na to koi hai mera

fir bhi pyaar-pyaar, pyaar-pyaar, pyaar-pyaar

pyaar kiya karte hai

jaane kyu log mujhe haa

jaane kyu log mujhe

baar-baar, baar-baar, baar-baar

baar chhua karte hai

mujhe pyaar karte hai pandit aur mullah

mujhe pyaar karte hai pandit aur mullah

kahte hai le ja ye chandi ka chhalla

tirchhi kataari meri nazar hai

mera diwana sara shahar hai 

ho na to main hun kisi ki na to koi hai mera

na to main hun kisi ki na to koi hai mera

fir bhi pyaar-pyaar, pyaar-pyaar, pyaar-pyaar

pyaar kiya karte hai

jaane kyu log mujhe haa

jaane kyu log mujhe

baar-baar, baar-baar, baar-baar

baar chhua karte hai

baar-baar, baar-baar, baar-baar

baar chhua karte hai

baar-baar, baar-baar, baar-baar

baar chhua karte hai

Explore this song