Roman script

chandni sa rang khilte fool sa mahka shabab

sangemarmar me milaya kisne ye range gulab

adhkhuli aankho se chalki chalki chahat ki sharab

jab se tu baaho me aayi jindagi lagti hai khawab

jab jab jab jab ham ne janm liya 

har baar tumhi se pyar kiya 

jab jab ham ne janm liya 

har baar tumhi se pyar kiya 

tere naam ka hi sindoor bhara 

tere pyar se hi singaar kiya

jaane kyu aisa lagta hai 

jaane kyu aisa lagta hai

teri baaho ke ghere me kya kya tufaan machlte hain

julfo ke ghanere saaye me mousm ke rang badalte hain

har rang me meri aankho ne bas tera hi deedaar kiya 

jaane kyu aisa lagta hai jaane kyu aisa lagta hai 

jaane kyu aisa lagta hai  jaane kyu aisa lagta hai 

jeete jee yaha sab pyar kre ham mar ke bhi pyar nibhayenge

tujh se mil ke jeena sikha tere pyar me ham mar jayenge

tere sath jiye tere sath mare jeevan me yahi har baar kiya 

jaane kyu aisa lagta hai jaane kyu aisa lagta hai 

jaane kyu aisa lagta hai jaane kyu aisa lagta hai

Explore this song