Roman script

jane kya hal ho kal shishe ka paimane ka

jane kya hal ho kal shishe ka paimane ka

aaj dar chhod chala hai koi maikhane ka

jane kya hal ho 

hath tharrane lage, jam gira tut gaya

hath tharrane lage, jam gira tut gaya

ye koi waqt na tha aap ke yad aane ka

ye koi waqt na tha aap ke yad aane ka

jane kya hal ho

bevafai ka gila sun ke hansi aati hai

bevafai ka gila sun ke hansi aati hai

dhundhiye aur bahana koi tadapane ka

dhundhiye aur bahana koi tadapane ka

jane kya hal ho kal shishe ka paimane ka

aaj dar chhod chala hai koi maikhane ka

Explore this song