Roman script

jane kaun sa rasta uske ghar ko jata

jane kaun sa rang hai uske man ko bhata

aisi kai hai paheliya man mein 

kare jo athkheliya 

aisi kai hai paheliya man mein 

kare jo athkheliya

jane kaun sa wada usko lubhata

jane kaun sa rasta uske ghar ko jata

kahi dur se mai hu gungunata huwa 

uske liye naye git gata

jane kaun sa nagma uske man ko bhata

aisi kai hai paheliya man mein kare jo athkheliya 

aisi kai hai paheliya man mein kare jo athkheliya 

jane kaun sa rasta uske ghar ko jata

jane kaun sa rang hai uske man ko bhata

kabhi dhup hai, kabhi chhanv bhi hai

kabhi sard hai, barsat bhi hai

kabhi dhup hai, kabhi chhanv bhi hai

kabhi sard hai, barsat bhi hai

jane kaun sa mausam usko suhata

aisi kai hai paheliya man mein kare jo athkheliya 

aisi kai hai paheliya man mein kare jo athkheliya

jane kaun sa rasta usake ghar ko jata

jane kaun sa rang hai usake mann ko bhata

Explore this song