Roman script

jane jana yu na dekho aaj nafrat se mujhe

kya karoge kal ager mujhse mohabbat ho gayi ho gayi

aap par to hai fida kudrat ki dulhan bhi sanam

phul to kya chumte hai chand taare bhi kadam

chand taare bhi kadam dekhiye ye surat 

kayamat par kayamat ho gayi kya karoge kal ager 

mujhse mohabbat ho gayi ho gayi

jane jana yu na dekho aaj nafrat se mujhe

aaj to mai aap ki nazro me hu kuch bhi nahi

kya hu mai aate aate ek din aayega yakin

aa jaye ga ek din yakin man lo is dil ke mujh par

ki inayat ho gayi kya karoge kal ager 

mujhse mohabbat ho gayi ho gayi

jane jana yu na dekho aaj nafrat se mujhe

kya karoge kal ager mujhse mohabbat ho gayi ho gayi

jane jana yu na dekho aaj nafrat se mujhe

Explore this song