Roman script

jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai

jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai

tumse accha tumse pyara kaun hai

jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai

jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai

hum tumhare tum kisi ke ho gaye

hum tumhare tum kisi ke ho gaye

hum nahi samjhe humara kaun hai

hum nahi samjhe humara kaun hai

banda parwar aap hi farmayiye

banda parwar aap hi farmayiye

hum bure thahre toh accha kaun hai

hum bure thahre toh accha kaun hai

is tamasha gaahe aalam me  jamaal

is tamasha gaahe aalam me  jamaal

faisla kije tamasha kaun hai

faisla kije tamasha kaun hai

dekhna dil ki sadaye to nahi

dekhna dil ki sadaye to nahi

is khamoshi me ye goya kaun hai

jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai

tumse accha tumse pyara kaun hai

jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai

jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai

Explore this song