Roman script

jaane chaman jaane bahaar

jaane chaman jaane bahaar

tu ek hai tere naam hazaar

kisse tere hain beshumaar

jaane chaman jaane bahaar

tu ek hai tere naam hazaar

kabhi honthon pe hansi 

aa jaaye aa jaaye

kabhi aankhon pe 

haya chaa jaaye

kabhi zulf teri lahraaye

kabhi roop tera sharmaaye

kabhi honthon pe 

hansi aa jaaye aa jaaye

kabhi ankhon pe 

haya chaa jaaye

kabhi zulf teri lahraaye

kabhi roop tera sharmaaye

teri har adaa pe 

aata hai pyaar

jaane chaman jaane bahaar

tu ek hai tere naam hazaar

aayi gayee kayi barsaatein he he

rahi dil me hi dil ki baatein

badi lambi judaayi ki raatein

badi chhoti si ye mulaakaatein

aayi gayee kayi barsaatein he he

rahi dil me hi dil ki baatein

badi lambi judaayi ki raatein

badi chhoti si ye mulaakaatein

kab tak karunga 

main intezaar

jaane chaman jaane bahaar

tu ek hai tere naam hazaar

Explore this song