Roman script

janam janam ke sathi hum tum, hum tum

janam janam ka apna hai ye pyar hai ye pyar

bole ye mahandi, bole ye bindiya, bole ye singar

janam janam ke sathi hum tum, hum tum

janam janam ka apna hai ye pyar hai ye pyar

bole ye chudiya, bole chunariya, bole ye singar

mai teri radha, tu mera krishana

aadhi adhuri milan ki hai trishana

milan ki hai trishana

mai hu sawan, tu hai badariya

in baho me gori hai meri duniya

sanso ki sargam bole ye hardam

bole payal ki jhankar, o ho

janam janam ke sathi hum tum, hum tum

janam janam ka apna hai ye pyar hai ye pyar

bole ye chudiya, bole chunariya, bole ye singar

mai hu dhul dhara ki tu hai pawan basanti

kabhi na tute sajana dori man se man ki

raha jo pyar adhura lenge janam dobara

moj hu mai sagar ki tu nadiya ki dhara

bole ye dharati, bole ye ambar

bole ye man ka sitar

are janam janam ke sathi hum tum, hum tum

janam janam ka apna hai ye pyar hai ye pyar

bole ye chudiya, bole chunariya, bole ye singar

bole ye singar, bole ye singar

lyrics typed by: rekha panghal

Explore this song